Pages

Pendrive & Memory Card Ke Deleted Files Recover Kaise Kare

Pendrive & Memory Card Ke Deleted Files Recover Kaise Kare

Stellar Phoenix Software Use Karke 

Step 1. Pahle upar se stellar phoenix software ko download kare.

Step 2. Aabhi software ko install karke open kare.

Step 3. Aagar aap pc drive recovery karna cahate ho to Data Recovery par click karke aapna drive select kare.

Step 4. Abhi dekhiye ek page khulega udhar se aap aapne drive ko ya pendrive ya memory card ko select kare

Step 5. Drive ko select karke Delete recovery button par click kare wait kare kuch der me aapka delete file show hoga

Friends main ummid karta hu ki aapko is post se pata chal gaya hai ki computer ya laptop ke deleted files yefir kisi pendrive and SD card ke deleted files video, image ko recover kaise karte hai, aagar aapko ye post accha laga hai helpful laga hai to please post ko share kare.

No comments:
Write comments